Can someone tell me......what 'good' use are these social networking sites of anyway??
Anyone? Anyone at all??
Sigh.....
Am bored!!
Good Night.
Ab aansoo sambhaltey
nahin hain sambhaale
Tumhaari amaanat
tumhaare hawaale
......................................
Mujhko shikast-e-dil ka mazaa
yaad aa gaya
Tum kyun udaas ho gaye
kya yaad aa gaya
............................................
Maangege ab dua ki usse
bhool jaye hum
Lekin joh woh bewaqt-e-dua
yaad aa gaya
...............................................
Wahi phir mujhe
yaad aane lage hain
Jinhe bhoolne main
zamaane lage hain
-Khumar Barabankvi